Y

YouLibs

Remove Touch Overlay

ये 12 गलती कभी मत करना - Save Your Eyes

Duration: 14:31Views: 565.4KLikes: 23KDate Created: Jan, 2022

Channel: Pro Fit Official

Category: Howto & Style

Tags: eye exerciseunani nuskheankhon ki roshni kaise badhayechashma hatane ke upayankhon ki kamjori ka ilaj

Description: Agar aapko aisa lagta hai ki sirf mobile ya computer se niklne wali light ki wajah se ankhen kharab hoti hai to aap bilkul galat sonchte hain kyunki iske ilawa bhi bahot sari galatiya hoti hai jo ki jane anjane me logon ki ankhen kharab hone ka karan banjati hai or aksar log is bare me nhi jante dur ya najdeek ka dhundla dikhai padna...dry eyes syndrome, ankhon me chip chipan mehsoos hona, rat me km dikhai padna, akhon me jalan ya khujli hona , ankho ka lal hojana...ye kuch common problem hai jo ki aksar logo me dekhne ko milti hai... kuch logon me ankhon ki problem genetic hoti hai lekin jyadatar logon ki ankhe kharab islie hoti hai kyunki wo life style me bahot sari galatiya krten hain... Aaj ke is video me hum bat karenge ki wo koun si galatiyan hoti hai jiski wajah se ankhon se judi kai sari bimaryan km umr se hi shuru hone lagti hai or agar aap Video me btayi un galatiyon me sudhar krte hain to isse aap ankhon se judi gambhir bimaryon se bachne ke sath sath In sha Allah saf dikhai na dene ki samasyaon me bhi kafi hadh yk fayda dekhne ko milega...

Swipe Gestures On Overlay